Srishti se pehle Kuch nahin thaa sat bhi nahin, asat bhi nahin Antariksh bhi nahin, aakaash bhee nahin thaa. Chhipaa thaa kyaa, kahaan, kisne dhaka thaa?Us pal to agam, atal jal bhi kahaan thaa.Srishti kaa kaun hai kartaa? Kartaa hai va akartaa Oonche aakash mein rahtaa. Sadaaa addhyaksh banaa rahtaa.